Nazar nazar dhoonde use meri nazar Aayegi ek din voh mere saamne Uski ada ne mujhko aashiq banaake chhoda Aake meri neendon mein khwaabon se rishta joda Na usko pata hai, na usko khabar hai Main uspe fida is kadar Nazar nazar dhoonde use meri nazar Aayegi ek din voh mere saamne Na na, pehle kabhi na aisa hua tha jo ab hua Haan jaana jaane tamanna maine na jaana kya kab hua Mere dil pe dilbar jo chhaaya junoon hai Tere ishq ka hai asar Nazar nazar dhoonde use meri nazar Aayegi ek din voh mere saamne
kisi patthar ki muurat se muhabbat ka iraada hai parastish ki tamanna hai, ibaadat ka iraada hai kisi patthar ki muurat se ...
jo dil ki dhadakanein samajhe na aankho ki zubaan samajhe nazar ki guftagu samajhe na jazabon ka bayaan samajhe usi ke saamane uski shikaayat ka iraada hai kisi patthar ki muurat se ...
Dil dil dil, deewana dil mera Dil dil dil, mastaana dil mera Bechaini jaane na, kehna yeh maane na Bole haan bole sadaa Kya haseen sama, bas yahan vahan Mastiyaan main karoon Jhoomti rahoon, ghoomti rahoon Na main kisi se darroon Oh, dil dil dil, deewana dil mera Dil dil dil, mastaana dil mera