Ae zindagi yeh lamha jee lene de Oh, pehle se likha kuch bhi nahin Roz naya kuch likhti hai tu Jo bhi likha hai, dil se jiya hai Yeh lamha filhaal jee lene de
Maasoom si hasi, bevaja hi kabhi Honton pe khil jaati hai Anjaan si khushi baheti hui kabhi Saahil pe mil jaati hai Yeh anjaana sa darr ajnabi hai magar Khoobsurat hai jee lene de Yeh lamha filhaal jee lene de
Dil hi mein rehta hai, aankhon mein baheta hai Kaccha sa ek khwaab hai Lagta sawaal hai, shaayad jawaab hai Dil phir bhi betaab hai Yeh sukun hai to hai, yeh junoon hai to hai Khoobsurat hai jee lene de Yeh lamha filhaal jee lene de ... Oh, pehle se likha kuch bhi nahin Roz naya kuch, oh likhti hai tu Jo bhi likha hai, dil se jiya hai Yeh lamha filhaal jee lene de ...
Soch Thi Hai Zyada Kham Woh Samajh Thi Hai Soch Thi Hai Zyada Kam Woh Samajh Thi Hai Dil Kuch Kehta Hai Kuch Aur Hi Karti Hai Ladki Kyon Na Jaane Kyon Ladko Si Nahin Hoti Ladki Kyon Na Jaane Kyon Ladko Si Nahin Hoti
O aja mahi dhunde yeh ankhiyan tak tak rava hai main thakia jogan banke pal pal main tarsu mil jao tum mil jaye duniya ho 0 0 0 tu hi deewangi tu hi awaargi rabba mere tu hi meri zindagi.. tauba tauba ishq main kariya