O ho, ho ho Naseeb insaan ka, naseeb insaan ka Naseeb insaan ka chaahat se hi sanwarta hai Kya bura is mein kisi par jo koi marta hai Hum tumhe chaahte hain aise
Marne waala koi Marne waala koi zindagi chaahta ho jaise Hum tumhe chaahte hain aise Rooth jaao agar tum to kya ho
Pal mein aise lage Pal mein aise lage, jism se jaan jaise judaa ho Hum tumhe chaahte hain aise Marne waala koi Marne waala koi zindagi chaahta ho jaise Hum tumhe chaahte hain aise
Zindagi aur kuch bhi nahin Teri meri kahaani hai Ek pyar ka nagma hai, maujon ki ravaani hai Zindagi aur kuch bhi nahin Teri meri kahaani hai Ek pyar ka nagma hai La la la la la la, la la la la la la Kuch paakar khona hai, kuch khokar paana hai Jeevan ka matlab to aana aur jaana hai Do pal ke jeevan se ek umr churaani hai