Ab jab gira baadal, teri yaad ai, Jhoom ke barsa saawan, teri yaad ai, Bheega main, lekin phir bhi teri yaad ai, Kiyun na aey teri yaad? Tune jo chhatri ab tak nahi lautai
Teri yaad mein humne kalam uthayi liya paper aur tasveer apki bnayi Socha tha ki usko dil se laga kar rakhenge magar vo to bacho ko draane ke kaam aayi...
koi paththar se na mare mere diwaane ko koi paththar se na maare mere diwaane ko abe aage bhi to kuch bol atom bomb ka zamana hain aaj to uda do saale ko bomb se.....: