Dosti naam hai shukh -dhukh ke afsanai kaDosti raaz hai sada muskuranane ka, Yehkoi pal do pal ki rishtedari nahi , Doasti faraz hai ummer bhar sath nibhanai ka
*Yaad na karoge to satayenge,Ruthoge to manayenge,Rovege to hasayenge, "DOST" hai "SAAYA" nahi jo andhere me aapka sath chod jayenge.
*Dosti aisi karo ki dhadkan main bas jaaye, Saans bhi lo to khushboo usi ki aaye, pyar ka nasha aankhon pe chaaye, baat koi bhi ho par naam usi ka aaye!
itefaq se hum mile, itefaq se aap hamein pasand aaye, itefaq se hum dost bane, humari dosti ab itefaq nahi zindagi ki khoobsurat haqiqat hai!
Tujhe dekhe bina teri taswir bana du, mile bina tera haal bata du hai meri dosti main itna dum, teri aankhon k aasu apni aankhon se gira du
na sathi hai koi na humsafar hai koi.. na hum kisi k na humara hai koi, par aapko dekh kar keh sakte hai, ki pyara sa dost humara bhi hai koi!
Kisine dil ko iskadar choo luiya ke hum kiosi aur ko choo na sake hum toh chale thai dost banane who toh dhadkhan ban kai chale gaye
Jinki aankhen aasuon se nam nahin, kaya samenjhte ho unhe koi gam nahin, Tum tadap kar ro diye to kaya gum chupa ke bhi hasne wale dosti main kam nahin